Mere junoon ka nateeja zaroor niklega Isi syaah samandar se noor niklega



Mere junoon ka nateeja zaroor niklega
Isi syaah samandar se noor niklega
Gira diya hai tau Sahil pe intezaar na kar
Agar woh doob gya hai tau door niklega
Usi ka shehr wohi muddayee wohi munsif
Hamein yakeen tha haaara qasoor niklega

Amir Agha Qazalbash

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna