Aik Woh Itna Khoobro TAOBA Uss Pe Chhone Ki Aarzoo TAOBA



ایک وہ اتنا خوبرو توبہ
اُس پہ چُھونے کی آرزو توبہ
Aik Woh Itna Khoobro TAOBA
Uss Pe Chhone Ki Aarzoo TAOBA
 
ہاتھ کانپیں گے روح مچلے گی
جب وہ آئے گا روبرو توبہ
Haath Kanpein Gy Rooh Machly Gi
Jab Woh Aaega Ro-Ba-Ro TAOBA
 
چاند تاروں سے رات سجتی ہوئی
تیری آواز اور تُو توبہ
Chand Taron Se Raat Sajti Hoi
Teri Aawaaz Aur Tu TAOBA


لب نہیں اُس کی آنکھ بولتی ہے
ایسا اندازِ گفتگو توبہ
Lab Nahi Uski Aankh Bolti Hai
Aisa Andaz e Guftgo TAOBA
 
شوزب حکیم
Shozab Hakeem


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai