Muhabat rait jesi thi Mujhy ghalat fehmi thi keh Muhabat dher sari thi Main dono haath bhar bhar kar Muhabat ko sanbhalonga Zamane se chupa longa




Muhabat rait jesi thi
Mujhy ghalat fehmi thi keh
Muhabat dher sari thi
Main dono haath bhar bhar kar
Muhabat ko sanbhalonga
Zamane se chupa longa
Kabhi khone nahen donga magar
Main ne ise daar se
Muhabat hi na kho jae
Ye muthiyan band rakhi thain magar jab
Muthiyan kholian tu
Dono haath khali thay
Muhabat k sawali thay
Keonkeh muhabbat rait jesi thi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai