Posts

Showing posts from November, 2020

Main lafz lafz ehsaas likhoon In lafzon ko tera naam likhoon

Image
Main lafz lafz ehsaas likhoon In lafzon ko tera naam likhoon Kabhi tujh ko apni subah likhoon Kabhi ek haseen shaam likhoon Kabhi purnam sa ehsaas likhoon Kabhi dilkhash si muskaan likhoon I write words of feelings. Write your name to these words Sometimes I will write you my morning Should I write a beautiful evening sometime Sometimes write a full moon feeling. Should I write a beautiful smile sometime

Hum Ko Thi "Gham" Se Kabhi Aaghii Kahan Tere Baghair Zindagi Hai Zindagi Kahan

Image
Hum Ko Thi "Gham" Se Kabhi Aaghii Kahan Tere Baghair Zindagi Hai Zindagi Kahan  

Takra Gaya Wo Mujh Se Kitaben Liye Hoe Phir Mera Dil Aur Us Ki Kitaben Bikhar Gain

Image

Sir Tey Topi Dhar Chaden Tey Hath Wich Pad Musalla Seenay Andar Pathar Tere Munah Tey ALLAH ALLAH

Image
Sir Tey Topi Dhar Chaden Tey Hath Wich Pad Musalla Seenay Andar Pathar Tere Munah Tey ALLAH ALLAH Ahmad Shakeel Choataai

Aap Ko Chehre Se Bhi Bemaar Hona Chahiye Ishq Hai Tou Ishq Ka Izhaar Hona Chahiye

Image
آپ کو چہرے سے بھی بیمار ہونا چاہئے عشق ہے تو عشق کا اظہار ہونا چاہئے آپ دریا ہیں تو پھر اس وقت ہم خطرے میں ہیں آپ کشتی ہیں تو ہم کو پار ہونا چاہئے ایرے غیرے لوگ بھی پڑھنے لگے ہیں ان دنوں آپ کو عورت نہیں اخبار ہونا چاہئے زندگی تو کب تلک در در پھرائے گی ہمیں ٹوٹا پھوٹا ہی سہی گھر بار ہونا چاہئے اپنی یادوں سے کہو اک دن کی چھٹی دے مجھے عشق کے حصے میں بھی اتوار ہونا چاہئے منور رانا

Kis ko ye fikar hai keh qabeelay ko kiya hova sab is pe larr rahay hain keh sardar kon hai

Image
کس کو یہ فکر ہے  کہ  قبیلے کو کیا ہوا سب اس پہ لڑ رہے ہیں کہ سردار کون ہے Kis ko ye fikar hai keh qabeelay ko kiya hova  sab is pe larr rahay hain  keh sardar kon hai namaloom

Chupkey Se Jaise Koi Muqaddar Mein Aa Gaya Dastak Diye Baghair Mere Ghar Mein Aa Gaya

Image
  چپکے سے جیسے کوئی مقدّر میں آ گیا دستک دئیے بغیر میرے گھر میں آ گیاَ دیکھا جمالِ یار تو مبہوت ہو گیٔے گویا وہی تصویر کے پیکر میں آ گیا ساقی نے دل ملا دیا شاید شراب میں اک قطرہ خون کا میرے ساغر میں آ گیا زنجیریں توڑ دی ہیں سبھی بے بسی کی آج سودا جنونِ عشق کا اب سر میں آ گیا ارشد مِلا سکون دلِ بیقرار کو جب بھی خیالِ دوست دلِ مضطر میں آ گیا مرزا ارشد علی بیگ آڈبان ، پینسلوانیا نومبر ٣٠، ٢٠٢

Keya apni haqeqat keya hasti matti ka aek habab hain hum Do char ghari ka sapna hain do char ghari ka khuwab hain hum

Image
Keya apni haqeqat keya hasti matti ka aek habab hain hum Do char ghari ka sapna hain do char ghari ka khuwab hain hum

Woh jise neend kaha kerte hain sab Chaain ki neend Woh tere baad Kabhi aankh mien utri hi nahi

Image
Woh jise neend kaha kerte hain sab Chaain ki neend Woh tere baad Kabhi aankh mien utri hi nahi

Yeh qumqumay, yeh emaraat, yeh fizza Kya hai? Jo Tum nahi ho to iss shehar main dharaa kya hai

Image
یہ  قمقمے،  یہ  عمارات،  یہ  فضا،  کیا  ہے؟ جو تم نہیں ہو تو اس شہر میں دھرا کیا ہے Yeh qumqumay, yeh emaraat, yeh fizza Kya hai? Jo Tum nahi ho to iss shehar main dharaa kya hai  

Halaat ki ik zarb ne halat hi badal di Mujh se meri tasveer,zra bhi nahen milti

Image
Halaat ki ik zarb ne halat hi badal di Mujh se meri tasveer,zra bhi nahen milti

Aik peshaani hai Aur itnay Khudaon ka hujoom Sab bazidd hain inhen Ma'abood hi samjha jaaye

Image
ایک پیشانی ہے اور اتنے خداؤں کا ہجوم سب بضد ہیں انہیں معبود ہی سمجھا جائے Aik peshaani hai Aur itnay Khudaon ka hujoom Sab bazidd hain inhen Ma'abood hi samjha jaaye

Sakoot e sehra mein basnay waloo,zara rutoon ka mizaj samjho jo aaj ka din sakoon say guzra to kal ka mosam kharab hoga

Image
سکوتِ صحرا میں بسنے والو، ذرا رتوں کا مزاج سمجھو جو آج کا دن سکوں سے گذرا تو کل کا موسم خراب ہوگا Sakoot e sehra mein basnay waloo,zara rutoon ka mizaj samjho jo aaj ka din sakoon say guzra to kal ka mosam kharab hoga Murtza barlas

Talkhiyon me dhal na jaye wasl ki uktahaten Thak gaye ho to chalo Phir se juda ho ke milen

Image
Talkhiyon me dhal na jaye wasl ki uktahaten Thak gaye ho to chalo Phir se juda ho ke milen  

Sahar ki khushiyan mananay walo , sahar k teivar bata rahay hain abhi to itni ghutan barrahay gi k saans laina aazab hoga

Image
سحر کی خوشیاں منانے والو،سحر کے تیور بتا رہے ہیں ابھی تو اتنی گھٹن بڑھے گی کہ سانس لینا عذاب ہوگا  Sahar ki khushiyan mananay walo , sahar k teivar bata rahay hain abhi to itni ghutan barrahay gi k saans laina aazab hoga Murtaza barlas

Muflasi ore kis ko kehtay hain doltoon ka hisab kartay ho

Image
مفلسی اور کس کو کہتے ہیں دولتوں  کا  حساب  کرتے  ہو خار کی نوک  کو لہو  دے کر انتظارِ    گلاب      کرتے   ہو یہ نئی  احتیاط   دیکھی  ہے آئنے   سے   حجاب  کرتے  ہو کیا ضرورت ہے بحث کرنے کی کیوں  کلیجہ  کباب  کرتے ہو ہو  چکا  جو  حساب  ہونا تھا اور  اب  کیا  حساب  کرتے ہو کتنے  بے رحم  ہو عدمؔ تم بھی ذکرِ   عہدِ   شباب   کرتے    ہو Muflasi ore kis ko kehtay hain doltoon   ka  hisab  kartay   ho khar ki  nok ko  laho  day kar intezar e  gulaab      kartay   ho  ye   nai    ihtiyat    daikhi   hai  aaienay   say   hijab  kartay  ho  kiya zarorat hai bahas karnay ki kiuon  kalija    kabab    kartay ho ho  chuka  jo  hisaab   hona   tha ore   ab   kiya  hisaab   kartay  ho kitnay be-raham ho Adam tum bhi zikr e  aihd e  shabab   kartay  ho   Abdul Hameed Adam

Aye Dil e Beqarar Chup Ho Ja Ja Chuki Hai Bahaar Chup Ho Ja

Image
اے دلِ بے قرار ، چُپ ھو جا جا چکی ھے بہار ، چُپ ھو جا اب نہ آئیں گے رُوٹھنے والے دیدۂ اشک بار ، چُپ ھو جا جا چکا کاروانِ لالہ و گل اُڑ رھا ھے غبار ، چُپ ھو جا چُھوٹ جاتی ھے پُھول سے خوشبُو رُوٹھ جاتے ھیں یار ، چُپ ھو جا ھم فقیروں کا اِس زمانے میں کون ھے غم گسار ، چُپ ھو جا حادثوں کی نہ آنکھ کھل جائے حَسرتِ سوگوار ، چُپ ھو جا گیت کی ضرب سے بھی ، اے ساغرؔ ٹُوٹ جاتے ھیں تار ، چُپ ھو جا ساغر صدیقی Aye Dil e Beqarar Chup Ho Ja Ja Chuki Hai Bahaar Chup Ho Ja   Ab Na Aaeingy Roothnay Wale Deeda e Ashk Baar Chup Ho Ja   Ja Chuka Karwaan e Lala o Gul Ud Raha Hai Ghubaar Chup Ho Ja   Choot Jati Hai Phool Se Khushbo Rooth Jate Hein Yaar Chup Ho Ja   Hum Faqeeron Ka Iss Zamane Mein Kon Hai Ghum-Gusaar Chup Ho Ja   Hadson Ki Na Aankh Khul Jaye Hasrat e Sogwaar Chup Ho Ja   Geet Ki Zarb Se Bhi Aye SAGHAR Toot Jate Hein Taar Chup Ho Ja Saghar Siddiqui  

Dasht e Khuwahish Mein Kahein Se Tou Sada Dy Koi Main Kahan Hoon Mujhe Itna Hi Bata Dy Koi

Image
دشتِ خواہش میں کہیں سے تو صــدا دے کوئی میں کہـــــاں ہوں مجھے اِتنا ہی بتــــا دے کوئی دل میں جو کچھ ہے زباں تک نہ وہ آنے پـــائے کاش ہونٹوں پہ مرے مُہر لــــــــــــگا دے کوئی فصــــل ساری ہے تمنّــــــــاؤں کی یک جا میری میرا کھلیــــــــــان نہ بے درد جـــــلا دے کوئی میں بتــــــاؤں گا گئی رُت نے کیـــــا ہے کیا کیا میرے چہرے سے جمی گرد ہٹـــــــا دے کوئی موســــــــــمِ گل نہ سہی، بــــــــادِ نم آلود سہی شــــــــــاخِ عریاں کو دلاســــہ تو دلا دے کوئی ہے پس و پیش جو اپنـــــــــــــــــا یہ مقّدر ماجدؔ آخری تیر بھی ترکش سے چـــــــــــلا دے کوئی ماجد صدیقی

Mere Aasaan Se Lehjey Ki Mushkil Kon Samjhe Ga Issi Pathar Mein Hai Mojood Ik Dil Kon Samjhe Ga

Image
مرے آسان سے لہجے کی مشکل کون سمجھے گا اسی پتھر میں ہے موجود اک دل کون سمجھے گا ہزاروں چاہنے والوں میں اس کےایک میں بھی ہوں اجالوں میں بھلا جگنو کی جھلمل کون سمجھے گا   Mere Aasaan Se Lehjey Ki Mushkil Kon Samjhe Ga Issi Pathar Mein Hai Mojood  Ik Dil Kon Samjhe Ga Hazaron Chahney Walo Mein Usske Aik Main Bhi Hoon Ujalon Mein Bhala Jugno Ki Jhilmil Kon Samjhe Ga   मेरे आसान से लहजे की मुश्किल कौन समझेगा उसी पत्थर में है मौजूद इक दिल कौन समझेगा हज़ारों चाहने वालों में उस के एक मैं भी हूँ उजालों में भला जुगनू की झिलमिल कौन समझेगा

Saath woh raha chand roz mohabbat kerne k leye Ba izzat ke gaya tha beizzat kerne k Leye

Image
Saath woh raha chand roz mohabbat kerne k leye Ba izzat ke gaya tha beizzat kerne k Leye Farishton sa mijaaz tha us shakhs ka bhi Mujhe hi chuna her baar nasiyat kerne k leye Maut bhi rahi waqif haalat se mere Bas Woh na aaya Kabhi ayaadat kerne k leye Ab sochti hoon to haansi aati hai us k alfaaz peh K mein zaroori hoon ik qarb jannat kerne k leye Saath chorrna, Dil torna alag baatein hain Khuda ne kab di izajat khayanat kerne k leye Mujhe bhi le doobi yeh aadat sawaab ki K Ishq bhi zaroori hai ibadat kerne k leye

Tere baad musawer ne tasweer mein meri Hazar rang bhare magar udasi nahen gai

Image
Tere baad musawer ne tasweer mein meri Hazar rang bhare magar udasi nahen gai

Banhon Se Meri Woh Abhi Rukhsat Nahi Hoa Par Gum Hoon Intezar Mein Uske Abhi Se Main

Image
Banhon Se Meri Woh Abhi Rukhsat Nahi Hoa Par Gum Hoon Intezar Mein Uske Abhi Se Main Joun Eliya

Har Haal Mein Hansnay Ka Hunar Paas Tha Jinke Woh Ronay Lagay Hein Tou Koi Baat Tou Hogi

Image
Har Haal Mein Hansnay Ka Hunar Paas Tha Jinke Woh Ronay Lagay Hein Tou Koi Baat Tou Hogi

Naseer Jin Se Tawaqa Thi Saath Deny Ki Tuly Hein Mujh Pe Wahi Unglian Uthany Ko

Image
Naseer Jin Se Tawaqa Thi Saath Deny Ki Tuly Hein Mujh Pe Wahi Unglian Uthany Ko

Waqat ke aage ki kahaani ho toh bataana Ye ghariyaan ye saanche toh mukar jaayenge

Image
Waqat ke aage ki kahaani ho toh bataana Ye ghariyaan ye saanche toh mukar jaayenge Tell me if you have a story ahead of time These watches, these truths will turn away

mukammal zindagi karne ki chahat kuchh nahin hoti jo lamha mil gaya ji lo riyazat kuchh nahin hoti

Image
mukammal zindagi karne ki chahat kuchh nahin hoti jo lamha mil gaya ji lo riyazat kuchh nahin hoti  

Pathar ky jigar walon gham mein wo rawani hai Khud rah bana ly ga behta howa pani hai

Image
Pathar ky jigar walon gham mein wo rawani hai Khud rah bana ly ga behta howa pani hai

Jane Kis Raah Se Aa Jaye Woh Aane Wali Main Ne Har Simt Se Deewaar Gira Rakhi Hai

Image
جانے کس رہ سے آ جائے  وہ آنے  والی میں نے ہر سمت سے دیوار گرا رکھی ہے Jane Kis Raah Se Aa Jaye Woh Aane Wali Main Ne Har Simt Se Deewaar Gira Rakhi Hai

Phir yun hua ke Zakham nay Jageer Bana li Phir yun hua ke Dard mujhay Raas aa gya

Image
Phir yun hua ke Zakham nay Jageer Bana li Phir yun hua ke Dard mujhay Raas aa gya

Tujh se bichar k saans to chalti rahi magar Main khud ko zinda dekh k hairat se mar gayee

Image
Tujh se bichar k saans to chalti rahi magar Main khud ko zinda dekh k hairat se mar gayee

Mere Kamre Mein Udasi Hai Qayamat Ki Magar Aik Tasweer Purani See Hansa Karti Thi

Image
میرے کمرے میں اداسی ہے قیامت کی مگر ایک تصویر پرانی سی ہنسا کرتی ہے मेरे कमरे में उदासी है क़यामत की मगर एक तस्वीर पुरानी सी हँसा करती है Mere Kamre Mein Udasi Hai Qayamat Ki Magar Aik Tasweer Purani See Hansa Karti Thi There is sadness in my room of the doomsday But A picture old c Makes me laugh Sadness in my room is of doom But One pic old c Makes me laugh

Uss Ne Abhi Kaha Hi Tha Farz Kijiye Hum Ne Siah Rang Ke Kapre Pehin Liye

Image
Uss Ne Abhi Kaha Hi Tha Farz Kijiye Hum Ne Siah Rang Ke Kapre Pehin Liye

Ziddi Hon Magar Jo Tum Pukaro Tou Jaan Hazir Ana Mustarad Ghuroor Mismaar Raah Humwaar Sama'at Wajib Qadam Yaksaan Teri Janib

Image
Ziddi Hon Magar Jo Tum Pukaro Tou Jaan Hazir Ana Mustarad Ghuroor Mismaar Raah Humwaar Sama'at Wajib Qadam Yaksaan Teri Janib

Yun Kisi Banda e Abtar Ko Na Kahiye Kamtar Kia Ajab Hashar Ke Din Aap Se Behtar Nikly

Image
Yun Kisi Banda e Abtar Ko Na Kahiye Kamtar Kia Ajab Hashar Ke Din Aap Se Behtar Nikly

Hazar Baar Marna Chaha Nigahon Mein Doob Kar Hum Ne FARAZ Woh Nigahen Jhuka Laiti Hai Humein Marne Nahi Deti

Image
Hazar Baar Marna Chaha Nigahon Mein Doob Kar Hum Ne FARAZ Woh Nigahen Jhuka Laiti Hai Humein Marne Nahi Deti

Jaise Ho Aaftaab Chiraghon Ke Beech Mein Yun Hai Mera Rasool (P.B.U.H) Rasoolon Ke Darmiyaan

Image
Jaise Ho Aaftaab Chiraghon Ke Beech Mein Yun Hai Mera Rasool (P.B.U.H) Rasoolon Ke Darmiyaan

Maho e Tasbeeh To Sab Hein Magar Idraak Kahan? Zindagi Khud Hi "INAYAT" Hai Magar Hosh Nahi

Image
ﻣﺤﻮِ ﺗﺴﺒﯿﺢ ﺗﻮ ﺳﺐ ﮨﯿﮟ مگر ﺍِﺩﺭﺍﮎ ﮐﮩﺎﮞ ؟ ‎ﺯِﻧﺪﮔﯽ ﺧﻮﺩ ﮨﯽ "ﻋﺒﺎﺩﺕ" ﮨﮯ مگر ﮨﻮﺵ ﻧﮩﯿﮟ   Maho e Tasbeeh To Sab Hein Magar Idraak Kahan? Zindagi Khud Hi "INAYAT" Hai Magar Hosh Nahi

Utra Nahi Hai Woh Dil Se Koshish Ke Bawajood Ik Shakhs Meri Zaat Pe Bhari Hai Iss Qadar

Image
Utra Nahi Hai Woh Dil Se Koshish Ke Bawajood Ik Shakhs Meri Zaat Pe Bhari Hai Iss Qadar

Tum Sans Ho Ba Silsila Ta Azal Tujhe Laitey Raheingy Jeetey Rahengy

Image
Tum Sans Ho Ba Silsila Ta Azal Tujhe Laitey Raheingy Jeetey Rahengy

Rok sakein na uskey door jaatey qadam Meri muhabbat wafayen aur deeda e pur nam

Image
روک سکیں نہ اسکے دور جاتے قدم میری محبت وفائیں اور دیدہِ پر نم شافعہ افضل Rok sakein na uskey door jaatey qadam Meri muhabbat wafayen aur deeda e pur nam Shafia Afzal

Meri Aaankhon main kho naa jaana kahin Meri Aankhon main Raastay hain bohaat

Image
میری  آنکھوں میں کھو نہ جانا کہیں میری آنکھوں میں راستے ہیں بہت کیسے جیتو گے عشق کی بازی ۔۔۔ حسن والوں کے ضابطے ہیں بہت تحریر تاشفین فاروقی Meri Aaankhon main kho naa jaana kahin Meri Aankhon main Raastay hain bohaat Kese jeeto ge Ishq ki baaazi Husn waalon ke zaabtay hain bohat Written by Tashfeen Farooqi

Jawaab Detey Hoe Ik Sawaal Ka Dukh Hai Mere Naseeb Mein Yaro Kamal Ka Dukh Hai

Image
جواب دیتے ھُوئے اک سوال کا دُکھ ھے مِرے نصیب میں یارو کمال کا دُکھ ھے جھجھک جھجھک کے مِرے گر رھے ہیں جو آنسو سنو!  یہ اب کا نہیں یہ پچھلے سال کا  دُکھ ھے امیرِ شہر کے ڈیرے پہ معصوم ناچنے والی غریب لڑکی کے حسن و جمال کا  دُکھ ھے گلے میں ھار سجائے منا رھے ہیں خوشی جنہیں کلائی پہ بندھے رومال کا دُکھ ھے شریک ھونا نہ ھونا الگ کہانی ھے تمہارے ھاتھ میں مہندی کے تھال کا دُکھ ھے سُپردِ خاک کئیے اپنے ھاتھ سے کئی لوگ جو بھوک سے ھُوا اس انتقال کا دُکھ ھے

Firaq e Yaar Ki Barish Malal Ka Mousam Hamare Shehar Mein Utra Kamaal Ka Mousam

Image
فراقِ یار کی بارش، ملال کا موسم ہمارے شہر میں اترا کمال کا موسم وہ اک دعا میری، جو نامراد لوٹ آئی زباں سے روٹھ گیا پھر سوال کا موسم بہت دنوں سے میرے نیم وا دریچوں میں ٹھہر گیا ہے تمہارے خیال کا موسم جو بے یقیں ہو بہاریں اجڑ بھی سکتی ہیں تو آ کے دیکھ لے میرے زوال کا موسم محبتیں بھی تیری دھوپ چھاؤں جیسی ہیں کبھی یہ ہجر، کبھی یہ وصال کا موسم کوئ ملا ہی نہیں جس کو سونپتے محسنؔ ہم اپنے خواب کی خوشبو، خیال کا موسم محسن نقوی

Qatil ko koi qatal ke aadaab sekhaye Dastaar ke hote hoe sar kaat raha hai

Image
Qatil ko koi qatal ke aadaab sekhaye Dastaar ke hote hoe sar kaat raha hai Parveen Shakir

Ab kis say kahein ore kon sunay jo haal tumharay baad howa iss dil ki jheel si aankhoon mein ik khawaab buhat barbad howa

Image
اب کس سے کہیں اور کون سنے  جو  حال  تمہارے بعد ہوا اس دل کی جھیل سی آنکھوں میں اک خواب بہت برباد ہوا یہ ہجر  ہوا  بھی  دشمن  ہے  اس  نام کے  سارے  رنگوں کی وہ  نام  جو  میرے  ہونٹوں  پر  خوشبو  کی  طرح آباد  ہوا اس شہر میں کتنے چہرے تھے کچھ یاد نہیں سب بھول گئے اک  شخص  کتابوں  جیسا  تھا: وہ  شخص  زبانی  یاد ہوا وہ  اپنے  گاؤں کی  گلیاں  تھیں دل جن میں ناچتا گاتا تھا اب  اس  سے   فرق  نہیں    پڑتا   ناشاد   ہوا  یا شاد  ہوا بے نام  ستائش  رہتی  تھی  ان گہری سانولی آنکھوں میں ایسا  تو  کبھی  سوچا  بھی  نہ  تھا  کہ  دل کتنا بےداد ہوا نوشی گیلانی   Ab kis say kahein ore kon sunay jo haal tumharay baad howa iss dil ki jheel si aankhoon mein ik khawaab buhat barbad howa yeh hijar hawa bhi dushman hai is nam kay sary rangoon ki woh nam jo mairay honton par khushbo ki tarah aabad howa is shahar mein kitnay chehry thay kuch yaad nahi sab bhool gaye ik shakhs kitaboon jaisa tha woh shakhs zubani yaad raha woh apnay gaoun ki galiyan thein dil jin mein nachta gata tha ab is say farq nahi parrta n

Uss Ki Aankhon Se Ho Ke Aaya Hoon Gar Woh Barsen Tou Shehar Doobey Ga

Image
اس کی آنکھوں سے ہو کے آیا ہوں گر وہ برسیں تو شہر ڈوبے گا Uss Ki Aankhon Se Ho Ke Aaya Hoon Gar Woh Barsen Tou Shehar Doobey Ga  

Muhabbat Yun Bhi Hoti Hai Hamesha Chup Raha Jaye

Image
محبت یوں بھی ہوتی ہے ہمیشہ چپ رہا جائے کبھی کچھ نہ کہا جائے حفاظت ایسے کی جائے کہ جیسے راز ہو کوئی کسی پرسوز سینے میں کی جیسے ساز ہو کوئی چھپایا یوں اسے جائے جو دل میں سیپ کے موتی کسی کی بیوفائی جو دلوں میں خار ہے بوتی کوئی کہہ دے اسے جا کر یہ بھی اندازِ الفت ہے طریقِ مہر چاہت ہے یہ بھی رمزِ محبت ہے کوئی کہہ دے اسے جا کر محبت یوں بھی ہوتی ہے

Haal Mera Poocha Tha Aur Main Ne Tumhari Aik Muskan Ki KhatirDafan Kar Diye Thay Apne Tamam Dukh

Image
حال میرا پوچھا تھا اور میں نے تمھاری ایک مسکان کی خاطر دفن کر دیے تھے اپنے تمام دکھ۔ اپنے دل کے کسی کونے میں کہ تمھیں یاد تو ھوگا میں نے ھر بار یہی کہا تھا  میں ٹھیک ھوں

Ajeeb Log Thay Woh Titlian Banate Thay Samandaron Ke Liye Machlian Banate Thay

Image
عجیب   لوگ   تھے  وہ   تتلیاں   بناتے   تھے سمندروں   کے   لیے    مچھلیاں   بناتے   تھے مرے    قبیلے   میں   تعلیم   کا  رواج   نہ  تھا مرے    بزرگ    مگر    تختیاں    بناتے   تھے وہی   بناتے   تھے  لوہے   کو   توڑ   کر   تالا پھر  اُس   کے  بعد   وہی   چابیاں  بناتے   تھے فضول  وقت  میں  وہ  سارے  شیشہ  گر  مل کر سہاگنوں    کے    لیے    چوڑیاں   بناتے   تھے ہمارے  گاؤں  میں  دو  چار   ہندو   درزی  تھے نمازیوں    کے     لیے   ٹوپیاں    بناتے     تھے

Dil-e-Majboor Bhi Kya Shay Hai Ke Dar Se Apne Usne Sau Baar Uthaya To Main Sau Baar Aaya

Image
دلِ مجبُور بھی کیا شے ہے، کہ در سے اپنے اُس نے سَو بار اُٹھایا ، تو میں سَو بار آیا Dil-e-Majboor Bhi Kya Shay Hai Ke Dar Se Apne Usne Sau Baar Uthaya To Main Sau Baar Aaya