Gai Ruton Ko Bhi Yaad Rakhna Nayi Ruton Ke Bhi Baab Parhna Gulaab Chehron Ne Jo Lekhi Hai Tamazaton Ki Kitaab Parhna



گئی رتوں کو بھی یاد رکھنا نئی رتوں کے بھی باب پڑھنا
گلاب چہروں نے جو لکھی ہے تمازتوں کی کتاب پڑھنا


تمام رنگوں کی ایک رنگت تمام موسم کی ایک نگہت
تمام چہرے حسین لکھنا تمام آنکھیں سراب پڑھنا


ہر ایک آنگن خموش پہرے ہر ایک لب پر سکوت طاری
ہمارے گھر گھر جو ٹوٹتے ہیں قیامتوں کے عذاب پڑھنا


Gai Ruton Ko Bhi Yaad Rakhna Nayi Ruton Ke Bhi Baab Parhna
Gulaab Chehron Ne Jo Lekhi Hai Tamazaton Ki Kitaab Parhna


Tamam Rangon Ki Aik Rangat Tamam Mousam Ki Aik Nighat
Tamam Chehre Haseen Lekhna Tamam Aankhein Saraab Parhna


Har Aik Aangan Khamosh Pehre Har Aik Lab Par Sukoot Taari
Hamare Ghar Ghar Jo Toot'tay Hein Qayamaton Ke Azaab Parhna


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai