Khali Padey Hein Jaam , Koi Baat Kijiye Rindan e Tishna Kam , Koi Baat Kijiye


 

خالی پڑے ہیں جام، کوئی بات کیجیے
رندانِ تشنہ  کام ، کوئی  بات  کیجیے
توقیرِ میکدہ   کا  تقاضہ  ہے  مئے  کشو
اب  خامشی  حرام ، کوئی  بات  کیجیے
واصف نکل ہی آٸے گی باتوں سے کوٸی بات
ان سے براٸے نام کوٸی بات کیجیے

Khali Padey Hein Jaam , Koi Baat Kijiye

Rindan e Tishna Kam , Koi Baat Kijiye

Touqeer e Maikada Ka Taqaza Hai Maikasho

Ab Khamshi Haram , Koi Baat Kijiye

WASIF Nikal Hi Aaye Gi Baton Se Koi Baat

Un Se Baraa e Nam Koi Baat Kijiye


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai