December ka mahinaa hai Hawa bhi sard hai , Lekin


 

دسمبر کا مہینہ ہے
ہوا بھی سرد ہے , لیکن
تیرے لہجے کی یخ بستی
ہوا کو مات کر تی ہے
پرانی  گرم سی  شال اوڑھے
میں سارا دن بھٹکتی ہوں
میرے اندر جو جاڑا ہے
کسی صورت نہیں جاتا
تحریر  تاشفین فاروقی


December ka mahinaa hai
Hawa bhi sard hai , Lekin
Tere lehjay ki yakh basti
hawa ko maat karti hai
purani garam si shaal oarhay
main sara din bhatakti hoon
mere andar jo jaarha hai
kisi soorat nahi jaata

Written by Tashfeen Farooqi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo