Posts

Showing posts from January, 2022

Muhabbat kaya hai taseer e muhabbat kis ko kehte hain Tera majboor kar dena mera majboor ho jaanaa

Image
Muhabbat kaya hai taseer e muhabbat kis ko kehte hain Tera majboor kar dena mera majboor ho jaanaa

Maikaday Ke Siwa , Humara Pata Unki Zulfon Ke Aas Paas Mila

Image
دل  ملا  او ر  غم شناس  ملا پھول کو آگ کا  لباس  ملا  Dil Mila Aur Gham-Shanaas Mila Phool Ko Aag Ka Libas Mila   ہر شناور بھنور میں ڈوبا تھا جو ستارہ ملا اُداس  ملا  Har Shanawar Bhanwar Mein Dooba Tha Jo Sitara Mila Udaas Mila   میکدے کے سوا، ہمارا پتا ان کی زلفوں کے آس پاس ملا Maikaday Ke Siwa , Humara Pata Unki Zulfon Ke Aas Paas Mila   مجھ کو تقدیر کی گزر کہ میں صرف تدبیر کا ہراس ملا  Mujh Ko Taqdeer Ki Guzar Keh Main Sirf Tadbeer Ka Haras Mila آب حیواں کی دھوم تھی ساغرؔ سادہ پانی کا اک گلاس ملا  Aab Haiwan Ki Dhoom Thi SAGHAR Sada Paani Ka Ik Glass Mila ساغرؔ  صدیقی Saghar Siddiqui

Pee Li Tou Kuch Pata Na Chala Woh Zaroor Tha Woh Uska Saya Tha Keh Wahi Rashk e Hoor Tha

Image

Phool Chahe Thay Magar Haath Mein Aaye Pathar(SAGHAR SIDDIQUI)

Image

Aaj Ki Raat Bhi Guzri Hai

Image

Mujhe mosam se kya laina November ho December ho Mere sab rang tujh se hain baharon ke Khizanon ke

Image
Mujhe mosam se kya laina November ho December ho Mere sab rang tujh se hain baharon ke Khizanon ke

Qareeb-tar hai jo fikr o khayal mein mere Wohi hai door buhat door aasman ki tarah

Image
Qareeb-tar hai jo fikr o khayal mein mere Wohi hai door buhat door aasman ki tarah  

Kabhi kareeb kabhi doore ho k rotay hain Mohabbaton k bhi mausam ajeeb hotay hain

Image
Kabhi kareeb kabhi doore ho k rotay hain Mohabbaton k bhi  mausam ajeeb hotay hain Azhar Inayati

Mana nazar ke samnay hai beshumar dhund Hai dekhna ke dhund ke uus par kon hai

Image
Mana nazar ke samnay hai beshumar dhund Hai dekhna ke dhund ke uus par kon hai

Tabasum ki saza ketni kari hai Guloon ko khel ky murjhana para hai

Image
تبسم کی سزا کتنی کڑی ہے گلوں کو کھل کے مرجھانا پڑا ہے جوشؔ ملیح آبادی Tabasum ki saza ketni kari hai Guloon ko khel ky murjhana para hai Josh Maleeh abadi

Mil hi jaaye ga kabhi dil ko yaqeen rehta hain Woh isi shahr ki galiyon mein kahein rehta hai

Image
Mil hi jaaye ga kabhi dil ko yaqeen rehta hain Woh isi shahr ki galiyon mein kahein rehta hai Ahmad Mushtaq

Main akaila nahi hon apnay saath Meray sath aik masla hai mera

Image
میں اکیلا نہیں ہوں  اپنے  ساتھ میرے ساتھ ایک مسئلہ ہے مرا Main akaila nahi hon apnay saath Meray sath aik masla hai mera

Har Baat Jantay Hoe Bhi , Dil Manta Na Tha Hum Jane Aitbar Ke , Kis Marhalay Mein Thay

Image
Har Baat Jantay Hoe Bhi , Dil Manta Na Tha Hum Jane Aitbar Ke , Kis Marhalay Mein Thay

Ik Din BARRI Hal Ho Janadi Mushkil Jee Ae Thoday Dinan Tuu

Image
وگڑ گئی اے تھوڑے دناں توں  دوری پئی اے تھوڑے دناں توں   تیرے ہندیا پیندے نئیں ساں پینی پئی اے تھوڑے دناں توں   چن جیا مکھڑا نظر نئی آوندا رُت سرمئی اے تھوڑے دناں توں   شام سویرے آجاندے سن خبر نہ لئی اے تھوڑے دناں توں   دل مر جانا ہن تک ڈردا چوٹ تے سئی اے تھوڑے دناں توں   اک دن بری حل ہو جانڑی  مشکل جئی اے تھوڑے دناں توں   بَری نظامی Barri Nizami

Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Faqt Peelay Pattay Kon Jane Agli January , Tum Kahan , Hum Kahan

Image
وقت ہے جھونکا ہوا کا اور ہم فقط پیلے پتے کون جانے اگلی جنوری ، تم کہاں ، ہم کہاں Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Faqt Peelay Pattay Kon Jane Agli January , Tum Kahan , Hum Kahan

Bal'la ki afraa tafri hai hamari zaat mein lekin Hum bey dhiyani mein bhi teray dhiyan mein rehtay hain

Image
بلا کی افراتفری ہے ہماری ذات میں لیکن ھم بے دھیانی میں بھی تیرے دھیان میں رہتے ہیں Bal'la ki afraa tafri hai hamari zaat mein lekin Hum bey dhiyani mein bhi teray dhiyan mein rehtay hain

Kahan Ho Tum Chaly Aao Muhabbat Ka Taqaza Hai Gham e Dunya Se Ghabra Kar Tumhein Dil Ne Pukara Hai

Image

Sansar ki har shay ka, itna hi fasana hai Ek dhund se aana hai, ik dhund mein jana hai

Image
Ek pal ki palak par hai , tahri hui yeh dunya Ek pal ke jhapakte hi, har khel suhana hai Sansar ki har shay ka, itna hi fasana hai Ek dhund se aana hai, ik dhund mein jana hai   Sahir Ludhianvi   اک پل کی پلک پر ہے ، ٹہری ہوئی یہ دنیا  اک پل کے جھپکنے تک ہر کھیل سہانہ ہے سنسار کی ہر شئے کا اتنا ہی فسانہ ہے اک دھند سے آنا ہے۔ اک دھند میں جانا ہے   ساحر لدھیانوی   एक पल की पलक पर है, ठहरी हुई ये दुनिया एक पल के झपकने तक हर खेल सुहाना है संसार की हर शय का इतना ही फ़साना है एक धुँध से आना है, एक धुँध में जाना है   साहिर लुधियानवी  

Ye Mahlon , Ye Takhton , Ye Tajon Ki Dunya Ye Insan Ke Dushman Samajon Ki Dunya

Image
یہ محلوں ، یہ تختوں ، یہ تاجوں کی دنیا یہ انساں کے دشمن سماجوں کی دنیا یہ دولت کے بھوکے رواجوں کی دنیا یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟ ہر اک جسم گھائل ، ہر اک روح پیاسی نگاہوں میں الجھن ، دلوں میں اداسی یہ دنیا ہے یا عالمِ بد حواسی یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟ یہاں اک کھلونا ہے انساں کی ہستی یہ بستی ہے مردہ پرستوں کی بستی یہاں پر تو ہے جیون سے موت سستی یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟ جوانی بھٹکتی ہے بدکار بن کر جواں جسم سجتے ہیں بازار بن کر یہاں پیار ہوتا ہے بیوپار بن کر یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟ یہ دنیا جہاں آدمی کچھ نہیں ہے وفا کچھ نہیں ، دوستی کچھ نہیں ہے جہاں پیار کی قدر ہی کچھ نہیں ہے یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟ جلا دو اسے پھونک ڈالو یہ دنیا میرے سامنے سے ہٹا لو یہ دنیا تمھاری ہے تم ہی سنبھالو یہ دنیا یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟​ ساحر لدھیانوی

Teri Ruswaion Se Darta Hoon Jab Tere Shehar Se Guzarta Hoon

Image
تیری رسوائیوں سے ڈرتا ہوں ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺩﻝ ﺑﮭﯽ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﮯ ﯾﺎﺩ ﭼﮭﭗ ﮐﮯ ﺗﺠﮭﮯ ﻧﺎﻡ ﻟﯿﺘﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺯﺑﺎﻥ ﺗﺮﺍ ﮐﺲ ﺳﮯ ﭘﻮﭼﮭﻮﮞ ﮔﺎ ﻣﯿﮟ ﺧﺒﺮ ﺗﯿﺮﯼ ﮐﻮﻥ ﺑﺘﻼﺋﮯ ﮔﺎ ﻧﺸﺎﮞ ﺗﯿﺮﺍ ﺗﯿﺮﯼ ﺭﺳﻮﺍﺋﯿﻮﮞ ﺳﮯ ﮈﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺣﺎﻝ ﺩﻝ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﮐﮩﮧ ﺳﮑﺎ ﮔﺮﭼﮧ ﺗﻮ ﺭﮨﯽ ﻣﺪﺗﻮﮞ ﻗﺮﯾﺐ ﻣﯿﺮﮮ ﺗﻮ ﻣﺠﮭﮯ ﭼﮭﻮﮌ ﮐﺮ ﭼﻠﯽ ﺑﮭﯽ ﮔﺌﯽ ﺧﯿﺮ ﻗﺴﻤﺖ ﻣﺮﯼ ، ﻧﺼﯿﺐ ﻣﺮﮮ ﺍﺏ ﻣﯿﮟ ﮐﯿﻮﮞ ﺗﺠﮫ ﮐﻮ ﯾﺎﺩ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﮔﻮ ﺯﻣﺎﻧﮧ ﺗﯿﺮﯼ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﺎ ﺍﯾﮏ ﺑﮭﻮﻟﯽ ﮨﻮﺋﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ ﮨﮯ ﮐﺲ ﺗﻤﻨﺎ ﺳﮯ ﺗﺠﮫ ﮐﻮ ﭼﺎﮨﺎ ﺗﮭﺎ ﮐﺲ ﻣﺤﺒﺖ ﺳﮯ ﮨﺎﺭ ﻣﺎﻧﯽ ﮨﮯ ﺍﭘﻨﯽ ﻗﺴﻤﺖ ﭘﮧ ﻧﺎﺯ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﮐﻮﺋﯽ ﭘﺮﺳﺎﻥ ﺣﺎﻝ ﮨﻮ ﺗﻮ ﮐﮩﻮﮞ ﮐﯿﺴﯽ ﺁﻧﺪﮬﯽ ﭼﻠﯽ ﺗﯿﺮﮮ ﺑﻌﺪ ﺩﻥ ﮔﺰﺭﺍ ﮨﮯ ﮐﺲ ﻃﺮﺡ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺭﺍﺕ ﮐﯿﺴﮯ ﮈﮬﻠﯽ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﮮ ﺑﻌﺪ ﺭﻭﺯ ﺟﯿﺘﺎ ﮨﻮﮞ ﺭﻭﺯ ﻣﺮ ﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﻭﮦ ﺟﻮ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ ﻣﯿﮟ ﺍﻧﮭﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺑﺮﺍ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮩﺘﺎ ﻭﺭﻧﮧ اس ﺑﮯ ﻧﻮﺍ ﻣﺤﺒﺖ ﻣﯿﮟ ﺩﻝ ﮐﮯ ﻟﭩﻨﮯ ﭘﮧ ﮐﯿﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮩﺘﺎ ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﻣﺸﮑﻞ ﺳﮯ ﺁﮦ ﺑﮭﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺁﺝ ﺑﮭﯽ ﮐﺎﺭ ﺯﺍﺭ ﮨﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﺍﮔﺮ ﺍﯾﮏ ﺑﺎﺭ ﻣﻞ ﺟﺎ ﺋﮯ ﭼﯿﻦ ﺁ ﺟﺎ ﺋﮯ ﺁﺭﺯﺅﮞ ﮐﻮ ﺣﺴﺮﺗﻮﮞ ﮐﻮ ﻗﺮﺍ ﺭ ﻣﻞ ﺟﺎ ﺋﮯ ﺟﺎ ﻧﮯ ﮐﯿﺎ ﮐﯿﺎ ﺧﯿﺎﻝ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ سیف الدین سیف

Talash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein Dard Ho Tou Samajh Laina Reshta Ab Bhi Baqi Hai

Image
Talash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein Dard Ho Tou Samajh Laina Reshta Ab Bhi Baqi Hai Parveen Shakir

Apna Dil Pesh Karon Apni Wafa Pesh Karun

Image

Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond Raha Hai

Image
پت جھڑ میں بہاروں کی فضا ڈُھونڈ رہا ہے پاگل ہے جو دُنیا میں وَفا ڈُھونڈ رہا ہے Pat Jhad Mein Baharon Ki Fiza Dhoond Raha Hai Pagal Hai Jo Dunya Mein Wafa Dhoond Raha Hai   خُود اپنے ہی ہاتھوں سے وہ گھر اپنا جلا کر اَب سر کو چُھپانے کی جگہ ڈُھونڈ رہا ہے Khud Apne Hi Haathon Se Woh Ghar Apna Jala Kar Ab Sar Ko Chupanay Ki Jagah Dhoond Raha Hai   کل رات تو یہ شخص ضیا بانٹ رہا تھا کیوں دِن کے اُجالے میں دِیا ڈُھونڈ رہا ہے Kal Raat Tou Ye Shakhs Zia Bant Raha Tha Kion Din Ke Ujalay Mein Diya Dhoond Raha Hai   شاید کے ابھی اُس پہ زوال آیا ہوا ہے جُگنُو جو اندھیرے میں ضیا ڈُھونڈ رہا ہے Shayed Ke Abhi Us Pe Zawal Aaya Hoa Hai Jugno Jo Andhere Mein Zia Dhoond Raha Hai   کہتے ہیں کہ ہر جا پہ ہی موجُود خُدا ہے یہ سُن کے وہ پتَّھر میں خُدا ڈُھونڈ رہا ہے Kehtay Hein Keh Ja Pe Hi Moujood Khuda Hai Ye Sun Ke Woh Pathar Mein Khuda Dhoond Raha Hai   اُسکو تو کبھی مُجھ سے محبت ہی نہیں تھی کیوں آج وہ پھر میرا پتا ڈُھونڈ رہا ہے Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond

Na Jisam Tedan Na Jan Teedi Ae Tirka Rab Rehman Da Onde Hukam Baghair Tu Be-Was Haein Ae Faisla Quran Da

Image
Na Jisam Tedan Na Jan Teedi Ae Tirka Rab Rehman Da Onde Hukam Baghair Tu Be-Was Haein Ae Faisla Quran Da Meday Jisam Te Medi Marzi Ae, Ae Waham Guman Insan Da Hai Teedi Rooh Hai SHAKIR Malik Di Teeda Dhancha Qabrestan Da Hai  

Kuch Ishq Kia Kuch Kam Kia

Image

Bal Daliye Jabeen Pe Na Khanjar Nikal Ke Itnay Jawab , Aur Mere Ik Sawal Ke?

Image
بَل ڈالئے جبیں پہ نہ خنجر نکال کے اِتنے جواب، اور مِرے اِک سوال کے؟ قُربان جاؤں آپ کی اِس چال ڈھال کے آتے ہی چل دیئے مجھے اُلجھن میں ڈال کے صدقے مَیں اِس کرم کے، تصدّق خیال کے وعدے تو بار بار کئے ہیں وصال کے پھر بھی مِری وفا کا یقیں تو نہیں کیا دل رکھ دیا تھا سامنے اُس کے، نکال کے یہ خار زارِ دشتِ جُنوں ہے ذرا سنبھل اس راہ سے گزر بھی تو دامن سنبھال کے گیسو کے پیچ و خَم میں مِرا دل پھنسا رہا آخر پَتہ چلا کہ یہ حلقے ہیں جال کے کہنے کو ایک بار تو وعدہ وفا کرو کیوں روز روز  بات بڑھاتے ہو ٹال کے مدّت کے بعد اُن پہ عَدو کا بھرم کُھلا نادم ہیں آستین میں وہ سانپ پال کے میرے یہ شعر، آب میں موتی سے کم نہیں ہاتھ آۓ، فن کے سات سمندر کھنگال کے اَللّٰہ! دَم کی خیر، کہ یہ کُوۓ یار ہے رکھنا قدم نصیرؔ ذرا دیکھ بھال کے  پیرسیّدنصیرالدّین نصیرؔ جیلانی Peer Sayed Naseer u Deen Naseer Gilani

Janib Maikadah Aa Nikly Hein Mastanay Chand Saqiya La Tu Chalaktay Hoe Paimanay Chand

Image
جانبِ میکدہ آ نکلے ھیں مستانے چند ساقیا لا تَو چَھلکتے ھُوئے پیمانے چند Janib Maikadah Aa Nikly Hein Mastanay Chand Saqiya La Tu Chalaktay Hoe Paimanay Chand کربلا  وادئ  ایمن  دلِ  بے  صبر و قرار قابلِ دید ھیں دنیا میں یـے ویرانے چند Karbala Wadi e Eman Dil Be-Sabar o Qarar Qabil Deed Hein Dunya Mein Ye Weeranay Chand   نیندیں اُن کی  ھیں اُنھِیں کے ھیں مُقدر بیدار  سائے میں شمع کے سوتے ھیں جو پروانے چند Neendein Un Ki Hein Unhein Ke Hein Muqaddar Bedar Saaye Mein Shamma Ke Sotay Hein Jo Parwanay Chand   کربلا  شہرِ  نجف  یثرب  و  جیلاں  اجمیر یـے مرے ساقئ دیوہ کے ھیں میخانے چند  Karbala Shehar e Najaf Yasrab o Gilan Ajmeer Ye Mere Saqi e Dewa Ke Hein Maikhanay Chand   کوئی محفل ھو بیاباں  کے مزے لیتے ھیں جمع ھوتے ھیں جہاں پر ترے دیوانے چند Koi Mehfil Ho Bayabaan Ke Mazay Laitay Hein Jama Hotay Hein Jahan Par Tere Deewanay Chand   دل کے چھالوں کو کلیجے سے لگا رکھا ھے لعل و یاقُوت ھیں مرے لیئے یـے دانے چند  Dil Chalon Ko Kalejay Se Laga Rakha Hai La'al o Yaqoot Hein Mere Liye Ye Da

Meri Har Khushi Tere Dum Se Hai Meri Zindagi Tere Gham Se Hai

Image
تجھے کیا سناؤں میں دلربا، تیرے سامنے مرا حال ہے تری اک نگاہ کی بات ہے، مری زندگی کا سوال ہے مری ہر خوشی ترے دم سے ہے، مری زندگی ترے غم سے ہے ترے درد سے رہے بے خبر، مرے دل کی کب یہ مجال ہے تیرے حسن پر ہے مری نظر، مجھے صبح و شام کی کیا خبر مری شام ہے تری جستجو، مری صبح تیرا خیال ہے میرے دل جگر میں سما بھی جا، رہے کیوں نظر کا بھی فاصلہ کہ ترے بغیر تو جانِ جاں، مجھے زندگی بھی محال ہے تجھے کیا سناؤں میں دلربا مجروح سلطانپوری

Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond Raha Hoon

Image
Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond Raha Hoon Saghar Siddiqui

Chishm e Qatil Meri Dushman Thi Hamaisha Lekin Jaisi Ab Ho Gai Qatil Kabhi Aisi Tou Na Thi

Image
چشم قاتل میری دشمن تھی ہمیشہ لیکن جیسی اب ہوگئی قاتل کبھی ایسی تو نہ تھی Chishm e Qatil Meri Dushman Thi Hamaisha Lekin Jaisi Ab Ho Gai Qatil Kabhi Aisi Tou Na Thi

Tundi e Bad e Mukhalif Se Na Ghabra Ae Uqaab Ye Tou Chalti Hain Tujhe Oncha Udanay Ke Liye

Image
  یہ تینوں اشعار علامہ اقبال کے نام سے منسوب ہیں لیکن اصل میں یہ اشعار علامہ اقبال کے نہیں ہیں Ye Teenon Asha'ar Allama Iqbal Ke Nam Se Mansoob Hein Lekin Asal Mein Ye Asha'ar Allama Iqbal Ke Nahi Hein   Tundi e Bad e Mukhalif  Se Na Ghabra Ae Uqaab Ye Tou Chalti Hain Tujhe Oncha Udanay Ke Liye Sayed Sadiq Hussain Shah Islam Ke Daman Mein Aur Is Ke Siwa Kia Hai Ik Zarb e Yadllah Ik Sajda e Shabiri Waqar Anbalvi Khuda Ne Aaj Tak Us Qoum Ki Halat Nahi Badli Na Ho Jis Ko Khayal Aap Apni Halat Ke Badalnay Ka Zafar Ali Khan  

Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara Bhi Lekha Hai Saath Hi Muhabbat Ka Wasta Bhi Lekha Hai

Image
Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara Bhi Lekha Hai Saath Hi Muhabbat Ka Wasta Bhi Lekha Hai Us Ne Ye Bhi Lekha Hai Mere Ghar Nahi Aana Saaf Saaf Lafzon Mein Rasta Bhi Lekha Hai Mohsin Naqvi

Uske Halqay Mein Chand Aik Shikaari Thay SALEEM Aur Kuch Main Bhi Parindon Se Buhat Khelta Tha

Image
Raqs Karte Hoe Lamhon Se Buhat Khelta Tha Be-Khudi Mein Main Zamanon Se Buhat Khelta Tha Bichadnay Wale Ye Batatay Hein Selaab Se Qabal Ye Jo Darya Hai Kinaron Se Buhat Khelta Tha Main Khilono Se Kabhi Bhi Nahi Khela Ae Dost Khuwaab Hotay Thay Main Khuwabon Se Buhat Khelta Tha Ab Tou Be-Rang Udaasi Hai Meri Aankhon Mein MAA Batati Hai Main Rangon Se Buhat Khelta Tha Uske Halqay Mein Chand Aik Shikaari Thay SALEEM Aur Kuch Main Bhi Parindon Se Buhat Khelta Tha

Hum Tou Mainosh Hein ,Badnam Hein SAGHAR Paakeezah Jo Hein Log,Woh Kia Kia Nahi Karte

Image
Hum Tou Mainosh Hein ,Badnam Hein SAGHAR Paakeezah Jo Hein Log,Woh Kia Kia Nahi Karte Saghar Siddiqui

Palat Ke Suye Chaman D

Image

Manzilen Kya Hain Rasta Kya Hai

Image

Khoon Behne Laga Hai Unglion Se

Image

Ma'alom nahin kaun si basti ke makeen the Kuchh log mere soch se bhi badh ke haseen the

Image
Ma'alom nahin kaun si basti ke makeen the Kuchh log mere soch se bhi badh ke haseen the

Yaad teri dil nu chhad rooh de vich sama gayee Rooh nu kaamba laggia, dil bahut ghabraa gia

Image
  R o o h Yaad teri dil nu chhad rooh de vich sama gayee Rooh nu kaamba laggia, dil bahut ghabraa gia Meri rooh ne teri rooh noon khaure jaa ke kee kiha toon achanak mili mainu chain dil noon aa gia  

Jhoothi bulundiyon ka dhuaan paar kar ke aa Qadd naapna hai mera tau chhat se utar ke aa

Image
  جھوٹی بلندیوں کا دھواں پار کر کے آ قد ناپنا ہے میرا تو چھت سے اُتر کے آ झूठी बुलन्दियोँ का धुआँ पार कर के आ क़द नापना है मेरा तो छत से उतर के आ।   Jhoothi bulundiyon ka dhuaan paar kar ke aa Qadd naapna hai mera tau chhat se utar ke aa

Who will take care of this house Everyday one thing breaks

Image
Who will take care of this house Everyday one thing breaks John Elia Who would take care of this house One thing breaks every day John Elia Who will take care of this house One thing breaks everyday Jaun Elia

Waqif nahi grift-e-tasswur se wo Shamim Jo ye samajh rahain hain k daman chudaliya

Image
واقف نہیں گرفتِ تصوّر سے وہ شمیمٓ جو یہ سمجھ رہے ہیں کہ دامن چھڑا لیا شمیم کرہانی Waqif nahi grift-e-tasswur se wo Shamim Jo ye samajh rahain hain k daman chudaliya Shamim Kiryani

Hisaab Kitab Sirf Rab Ne Saheeh Lagaya Sab Ko Khali Haath Bhaija Aur Khali Haath Wapas Bulaya

Image
حساب کتاب صرف رب نے صحیح لگایا سب کو خالی ہاتھ بھیجا اور خالی ہاتھ واپس بلایا Hisaab Kitab Sirf Rab Ne Saheeh Lagaya Sab Ko Khali Haath Bhaija Aur Khali Haath Wapas Bulaya

Mahram Raaz Hone de Yaa be niaaz hone de

Image
محرم راز ہونے دے Mahram Raaz Hone de  یا  بے نیاز ہونے دے Yaa be niaaz hone de تو میری آخری محبت ہے Tu merre aakhri mohabbat haai اختتام کا آغاز ہونے دے Ikhtetaam Kaa Aaghaaz hone de Usman Razzaq

Koi taaluq jo na hota to khafa kyon hote Be-rukhe tere mohubat ka pata dete hai

Image
کوئی  تعلق جو  نہ ہوتا تو خفا کیوں ہوتے بے رخی تیری محبت کا پتہ دیتی ہے Koi taaluq jo na hota to khafa kyon hote Be-rukhe tere mohubat ka pata dete hai

Socho to silwaton se bhari hai tamam rooh Dekhon to ik shikan bhi nahi hai libas mein

Image
Socho  to silwaton se bhari hai tamam rooh Dekhon to ik shikan bhi nahi hai libas mein Shakeeb Jalali

Usne Likha Bhool Jao Mujhy Hum Ne Bhi Likh Diya Kaun Ho TUM

Image
Usne Likha Bhool Jao Mujhy Hum Ne Bhi Likh Diya Kaun Ho TUM

Taweel asrat chor jata hai Yun tera mukhtasar sa yaad aana

Image
Taweel asrat chor jata hai Yun tera mukhtasar sa yaad aana

Simat gaya to main apna wajood kho donga Kis ehtmaam se usnay mujhy bakhaira hai

Image
سمٹ گیا تو میں اپنا وجود کھو دوں گا کس اہتمام سے اس نے مجھے بکھیرا ہے Simat gaya to main apna wajood kho donga Kis ehtmaam se usnay mujhy bakhaira hai

Koi puchh raha hai mujhse meri zindagi ki kimat Mujhe yaad aa raha hai tera houle se muskurana

Image
Koi puchh raha hai mujhse meri zindagi ki kimat Mujhe yaad aa raha hai tera houle se muskurana