Tundi e Bad e Mukhalif Se Na Ghabra Ae Uqaab Ye Tou Chalti Hain Tujhe Oncha Udanay Ke Liye

 

یہ تینوں اشعار علامہ اقبال کے نام سے منسوب ہیں لیکن اصل میں یہ اشعار علامہ اقبال کے نہیں ہیں
Ye Teenon Asha'ar Allama Iqbal Ke Nam Se Mansoob Hein Lekin Asal Mein Ye Asha'ar Allama Iqbal Ke Nahi Hein

 


Tundi e Bad e Mukhalif  Se Na Ghabra Ae Uqaab

Ye Tou Chalti Hain Tujhe Oncha Udanay Ke Liye

Sayed Sadiq Hussain Shah

Islam Ke Daman Mein Aur Is Ke Siwa Kia Hai

Ik Zarb e Yadllah Ik Sajda e Shabiri

Waqar Anbalvi

Khuda Ne Aaj Tak Us Qoum Ki Halat Nahi Badli

Na Ho Jis Ko Khayal Aap Apni Halat Ke Badalnay Ka

Zafar Ali Khan

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo