Chalo khuwabon mein melte hain Keh needain bant lete hain



چلو خوابوں میں ملتے ہیں
کہ نیندیں بانٹ لیتے ہیں
زمانے کی نظر سے دور جا کر گھوم آتے ہیں
نئی دنیا بساتے ہیں
جہاں
نہ کوئی روکنے والا
نہ کوئی ٹوکنے والا
نہ کوئی خوف دنیا کا
نہ کوئی ڈر زمانے کا
جہاں بارش محبت کی
ہمیں مدہوش کر جائے
تمھارے سامنے میں ہوں
ہمارے سامنے تم ہو
چلو اس زندگی میں
امر کرلیں اس کہانی کو
تو پھر خوابوں میں ملتے ہیں
محبت اوڑھ لیتے ہیں


Chalo khuwabon mein melte hain
Keh needain bant lete hain
Zamane ki nazr se dor ja k ghom aate hain
Naa'ai duniya basate hain
Jahan
Nah koi rokne wala
Nah koi tokne wala
Nah koi khof duniya ka
Nah koi dar zamane ka
Jahan barish muhabat ki
Hamain madhosh kar jaae
Tumhare samne main hon
Hamare samne tum ho
Chalo is zindagi mein
Ammr kar lain kahani ko
Tu phr khuwabon mein melte hain
Muhabat oorth lete hain


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai