Ose ye kon samjhae Wo dasht e khamushi mein



Ose ye kon samjhae
Wo dasht e khamushi mein
Ongliyon mein sepiyan pehne
Kesi sokhe samandar ki
Adhuri piyas ki baatain
Buht chup chap sunta hai
Buht khamush rehta hai
Ise ye kon samjhae
Khushi k aek aansu se
Samander bhr bhi jate hain
Buht khamush rehne se
Taluq mar bhi jate hain


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo