Jamaal e Yaar Se Aankhon Mein Aks Banta Hai Aks Jab Rooh Mein Utre Tou Naqsh Banta Hai



جمال یار سے آنکھوں میں " عکس" بنتا ھے
"عکس "جب روح میں اترے تونقش"بنتا ھے
واعظو ! آؤ میں سمجھاؤں "رقص" کی تشکیل
"روح" جب "وجد" میں آئے تو رقص بنتا ہے

Jamaal e Yaar Se Aankhon Mein Aks Banta Hai

Aks Jab Rooh Mein Utre Tou Naqsh Banta Hai

Waizo ! Aao Main Samjhaoun Raqs Ki Tashkeel

Rooh Jab Wajad Mein Aaye Tou Raqs Banta Hai


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai