Sar Kuchane Se Mujhe Zulm o Sitam Yaad Nahi Kon Kehta Hai Mujhe Apna Sanam Yaad Nahi



کون کہتا ہے مجھے اپنا صنم  یاد نہیں
ایک فقیر نما شخص اصل میں تربت شہر کا ایک بہت بڑا شاعر راشد دیدار

Sar Kuchane Se Mujhe Zulm o Sitam Yaad Nahi

Kon Kehta Hai Mujhe Apna Sanam Yaad Nahi

Main Tou Rota Hoon Kabhi Yaad Usay Karta Hoon

Tum Tou Dete Ho Mujhe Itna Qasam Yaad Nahi

Roz Lekhta Thay Sanam Dil Ka Kaleja Le Kar

Aaj Lakhne Se Mujhe Qasm e Karam Yaad Nahi

Kal Jo Kehte Thay Wahi Bhool Gaye Wah DEEDAR

Aaj Hi Kehte Ho Mujhe Ranjish e Gham Yaad Nahi

Sar Kuchane Se Mujhe Zulm o Sitam Yaad Nahi

Rashid Deedar

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha