Tu Apni Khobiyan Dhoond Khamiyan Nikalny Ke Liye Log Hein Na



 تواپنےاندر جنون کی چنگاری بھڑکا
 جلنے کے لئے لوگ ہے نا
پیار کرنا ہے تو خود سے کر
نفرت کرنے کے لئے لوگ ہے نا

Tu Apni Khobiyan Dhoond
Khamiyan Nikalny Ke Liye Log Hein Na
Agar Rakhna Hai Qadam Tou Aagay Rakh
Peechay Khenchnay Ke Liye Log Hein Na
Sapnay Dekhnay Hein Tou Oncha Dekh
Neecha Dekhanay Ke Liye Log Hein Na
Tu Apne Andar Junoon Ki Chingari Bharka
Jalnay Ke Liye Log Hein Na
Piyar Karna Hai Tou Khud Se Kar
Nafrat Karne Ke Liye Log Hein Na
Tu Apni Alag Pehchan Bana


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai