Kisi Diye Ki Tarz Se Guzar Rahi Hai Zindagi Yahan Jala Ke Rakh Diya , Wahan Bujha Ke Rakh Diya



کسی دیے کی طرز سے گزر رہی ھے زندگی
یہاں جلا کے رکھ دیا ، وہاں بجھا کے رکھ دیا
Kisi Diye Ki Tarz Se Guzar Rahi Hai Zindagi
Yahan Jala Ke Rakh Diya , Wahan Bujha Ke Rakh Diya

وجود کی بساط پر بڑی عجیب مات تھی
یقیں لٹا کے اٹھ گئے ، گماں بچا کے رکھ دیا
Wajood Ki Basaat Par Badi Ajeeb Maat Thi
Yaqeen Luta Ke Uth Gaye , Gumaan Bacha Ke Rakh Diya


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha