Pursash Jo Unse Zulam Ki Roz e Jaza Hoi Itna Hi Keh Ke Choot Gaye , Khata Hoi



پرسش جو ان سے ظلم کی روزِ جزا ہوئی

اتنا ہی کہہ کے چھوٹ گئے، خطا ہوئی

Pursash Jo Unse Zulam Ki Roz e Jaza Hoi

Itna Hi Keh Ke Choot Gaye , Khata Hoi

قاتل نے بعدِ قتل پڑھی عید کی نماز

میری قضا کے ساتھ یہ اچھی ادا ہوئی

Qatil Ne Baad e Qatal Parhi Eid Ki Namaz

Meri Qaza Ke Saath Ye Achi Ada Hoi

اے داغ! کس کو دیکھ لیا تو نے، خیر ہے؟

اب تک تو ہوش میں تھا تجھے کیا بلا ہوئی

Ae DAGH Kis Ko Dekh Lia Tu Ne , Khabar Hai ?

Ab Tak Tou Hosh Mein Tha Tujhe Kia Bala Hoi

داغ دہلوی

Dagh Dehlvi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo