Zulf Rukhsar Pe Bal Khati Hoi Kia Kehna Ik Ghata Chai Hoi Chait Mein Sawan Ki Tarah



زلف رخسار پہ بل کھائی ہوئی کیا کہنا
اِک گھٹا چھائی ہوئی چیت میں ساون کی طرح
Zulf Rukhsar Pe Bal Khati Hoi Kia Kehna
Ik Ghata Chai Hoi Chait Mein Sawan Ki Tarah

بارہا  گردشِ  تقدیر  کا  عالم  دیکھا
گیسوئے یار کی بے نام سی الجھن کی طرح
Barha Gardish e Taqdeer Ka Aalam Dekha
Gaisoo e Yaar Ki Be-Nam See Uljhan Ki Tarah

ساغر صدیقی
Saghar Siddiqui


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo