Badal Saka Na Zamana , Mizaj e Ahl e Junoon Wahi Dilon Ke Taqazay , Wahi Nazar Ki Talab



بدل سکا نہ زمانہ ، مزاجِ اھلِ جنُوں
وھی دِلوں کے تقاضے ، وھی نظر کی طلب
Badal Saka Na Zamana , Mizaj e Ahl e Junoon
Wahi Dilon Ke Taqazay , Wahi Nazar Ki Talab

ھزار حرف‌ِ حکایت ، وہ ایک نیم نگاہ
ھزار وعدہ و پیماں ، وہ ایک جنبشِ لب
Hazar Harf e Hikayat , Woh Aik Neem Nigah
Hazar Wa'adah o Paiman , Woh Aik Junbish e Lab

سرور بارہ بنکوی
Suroor Barah Bankvi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo