Ose kese main lekhon gi Main be bas hon



Ose kese main lekhon gi
Main be bas hon
Kahan se lafz wo lain
Jo dil ka hal keh pain
Main lafz dhondhongi
Jenhain lekhon tu kaghaz per deaae
Se jagmaga othain
Jenhain sochon tu zehan o dil Ka
Her gosha mehak jate
Jenhain honton pe laon tu
Dua ky
Phol khel jain
Kahen se lafz mel jain
Dhanak ordhe hoae
Kuch lafz mujh ko dhondhne
Honge
Keh jin se nazam lekhni hai
Ose sab Kuch batana hai
Mujhy ketni muhabat hai mujhy
Ketni aaqedat hai
Mujhy ketni zarorat hai

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai