Woh Kam Go , Khadoos Sa Main Hans Mukh , Pagli See



وہ کم گو،کھڑوس سا
میں ہنس مکھ،  پگلی سی
Woh Kam Go , Khadoos Sa
Main Hans Mukh , Pagli See

وہ سادہ دل معصوم سا
میں نٹ کھٹ شرارتی سی
Woh Sadah Dil Ma'asoom Sa
Main Nat Khat Shararati See

وہ حقیقت میں رہنے والا
میں افسانوں میں جینے والی
Woh Haqeeqat Mein Rehne Wala
Main Afsanon Mein Jeenay Wali
وہ گرم مزاج،مغرور سا
میں نرم مزاج،معصوم سی
Woh Garam Mizaj , Maghroor Sa
Main Naram Mizaj , Ma'asoom See

اس کا عشق بے مثال سا
میری محبت لاجواب سی
Uska Ishq Be-Misaal Sa
Meri Muhabbat La-Jawaab See

Na-Maloom


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai