Tu Ne Deewana Banaya Tou Main Deewana Bana Ab Mujhe Hosh Ki Dunya Mein Tamasha Na Bana



تُو نے دیوانہ بنایا تو میں دیوانہ بنا
اب مجھے ہوش کی دنیا میں تماشا نہ بنا
Tu Ne Deewana Banaya Tou Main Deewana Bana
Ab Mujhe Hosh Ki Dunya Mein Tamasha Na Bana

یوسفِ مصرِ تمنا تیرے جلوؤں کے نثار
میری بیداریوں کو خوابِ زلیخا نہ بنا
Yousaf e Misar e Tamanna Tere Jalwoun Ke Nisar
Meri Bedarion Ko Khuwaab e Zulekha Na Bana

حضرت بابا ذہین شاہ تاجیؒ
Hazrat Baba Zaheen Shah Taji


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai