Aao es jate December mein Kuch sard lehjon mein Chupi hoei muhabat daryaft Kar lain



Aao es jate December mein Kuch sard lehjon mein
Chupi hoei muhabat daryaft Kar lain
Kuch khoae huae lamhon se khud ko sarab kar lain
Kuch paae huae an'genat ḳhuwabon se dil ko shad karlain
Nafrat k hasar se khud ko nekal Kar apni aazma'aesh ko tamam karlain
Chalo aao pher Janvary ki ek na'ae Subh se na'ae
umeedon ko khushiyan se mala mal karlain
Saal o mah buht aae guzr gae
Ab se apne sang na'ae dua na'ae wafa Ka aae'lan karlain


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai