Ye Betian Kaisi Hoti Hein Ye Pariyun Ke Jaise Hoti Hein


Ye Betian Kaisi Hoti Hein

Ye Pariyun Ke Jaise Hoti Hein

Ye Baat Baat Peh Roti Hein

Dil Hota Hai Inka Nazuk Saa

Ye Bhooli Bhaali Hoti Hein

Baap Ki Ladli Hoti Hein

Maa Ki Dulaari Hoti Hein

Baap Ka Dard Samait'ti Hein

Maa Ke Aansoo Ponchti Hein

Ye Betian Bhi Tou Maaoun Ke Jaisi Tou Hoti Hein


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai