Ye Husn Ki Nahi Jadoo-Gari Tou Phir Kia Hai Keh Teri Aankh Mein Shokhi Bhi Hai Hijaab Bhi Hai



یہ حُسن کی نہیں جادو گری تو پھر کیا ہے
کہ تری آنکھ میں شوخی بھی ہے حجاب بھی ہے
Ye Husn Ki Nahi Jadoo-Gari Tou Phir Kia Hai
Keh Teri Aankh Mein Shokhi Bhi Hai Hijaab Bhi Hai

کسی کو تاب کہاں ہے کہ تجھ کو دیکھ سکے
جو نُور ہے ترے رُخ پر وہی نقاب بھی ہے
Kisi Ko Taab Kahan Hai Keh Tujhe Ko Daikh Saky
Jo Noor Hai Tere Rukh Par Wahi Naqaab Hai

جلیلؔ مانکپوری
Jaleel Manikpori


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai