Aab e Angoor Se , Wuzo Kar Lo Dosto ! Baea'at e Saboo Kar Lo



آبِ انگور سے، ﻭﺿُﻮ کر لو
دوستو ! بیعتِ ﺳﺒُﻮ کر لو
Aab e Angoor Se , Wuzo Kar Lo
Dosto ! Baea'at e Saboo Kar Lo
گُر  بتا دیں گے  بادشاہی کے
ہم فقیروں سے گُفتگو کر لو
Gur Bata Deingy Badshahi Ke
Hum Faqeeron Se Guftago Kar Lo
ﺍُﻥ سے ملنا کوئی محال نہیں
ﺍُﻥ سے  ملنے کی  ﺁﺭﺯُﻭ  کر  لو
UN Se Milna Koi Mahaal Nahi
Un Se Milny Ki Aarzoo Kar Lo
دو قدم رائیگاں ہُوئے تو کیا
دو قدم اور  جستجو  کر لو
Do Qadam Raeigan Hoe Tou Kia
Do Qadam Aur Justjo Kar Lo

جشنِ رازِ حیات میں ساغرؔ
چار دن تم بھی، ہاؤ ہُو کر لو
Jishn e Raaz e Hayat Mein SAGHAR
Char Din Tum Bhi , Hav Hoo Kar Lo

ساغرؔ صدیقی
Saghar Siddiqui


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai