Aaj ka din kaise guzre ga kal guzre ga kaise Kal jo Pareshaani mein beeta woh bhoole ga kaise



Aaj ka din kaise guzre ga kal guzre ga kaise
Kal jo Pareshaani mein beeta woh bhoole ga kaise


Kitne din hum aur jeeyen ge kaam hain kitne baaqi
Kitne dukh hum kaat chuke hain aur hain kitne baaqi


Khaas tarah ki soch thi jis mein seedhi baat kanwa di
Chote chote wa’hammo hi mein saari umer bita di

Munir Niazi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay