Kaun sa wo zakhm e dil tha jo tar o taza na tha Zindagi mein itne gham thay jin ka andaza na tha



کون سا وہ زخم دل تھا جو تر و تازہ نہ تھا
زندگی میں اتنے غم تھے جن کا اندازہ نہ تھا

دور کر دے گا زمانے سے مجھے میرا خلوص
مجھ کو اپنی اس صلاحیت کا اندازہ نہ تھا

Kaun sa wo zakhm e dil tha jo tar o taza na tha
Zindagi mein itne gham thay jin ka andaza na tha

Door kar de ga zamane se mujhe mera khuloos
Mujh ko apni is salahiyet ka andaza na tha


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo