Baton Baton Mein Unwan Badal Jate Hein Kitni Raftar Se Insan Badal Jate Hein



Baton Baton Mein Unwan Badal Jate Hein

Kitni Raftar Se Insan Badal Jate Hein


Choriyan Ho Nahi Paatein Tou Yahi Hota Hai

Apni Basti Ka Nigahban Badal Jate Hein


Koi Manzil Hi Nahi Thehrein Muradein Jis Par

Waqt Badly Bhi Tou Arman Badal Jate Hein


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai