Hazar fitne teh e pa e naz e khak nasheen Har ek nigah khumar e shabab se rangeen



ہزار فتنــــے تہِ پائے ناز خاک نشیں
ہر اک نگاہ خمــــارِ شباب سے رنگیــــں

شباب جس سے تخیّل پہ بجلیاں برسیں
وقار جس کی رفاقت کو شـــوخیاں ترسیں
فیض احمــــــد فیض

Hazar fitne teh e pa e naz e khak nasheen
Har ek nigah khumar e shabab se rangeen

Shabab jis se takhayyul pe bijliyan barsen
Waqar jis ki rafaqat ko shokhiyan tarsen

Faiz Ahmed Faiz


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha