Kabhi youn bhi aa mere Ro-ba-ro Tujhe pass paa ke main Ro Paron



Kabhi youn bhi aa mere Ro-ba-ro
Tujhe pass paa ke main Ro Paron

Mujhe manzil e Ishq pe ho yaqeen
Tujhe dharkanu mein suna keron

Kabhi Saja Loon Tujh Ko Aankhon Mein
Kabhi Tasbeehon Peh Parha Karon

Kabhi Choom Loon Tere Haathon Ko
Kabhi Tere Dil Mein Basa Karon


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai