Agar wo chahe to bhar de samundar ko surahi mein Palat de gar surahi to samundar hi samundar ho



اگر وہ چاہے تو بھر دے سمندر کو صراحی میں
پلٹ دے گر صراحی تو سمندر ہی سمندر ہو
Agar wo chahe to bhar de samundar ko surahi mein
Palat de gar surahi to samundar hi samundar ho


بظاہر جو قلندر ہے حقیقت میں مجاور ہے
اسی پر عشق سجتا ہے جو اندر سے قلندر ہو
Bazahir jo qalandar hai, haqeeqat mein mujavir hai
Usi par ishq sajta hai jo andar se qalandar ho


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha