Yehi umeed ke shayed ho koi chashm barah Chiragh dil mein liye hath mein gulab liye



یہی اُمید کہ شاید ہو کوئی چَشم براہ
چراغ دِل میں لیے، ہاتھ میں گلاب لیے
Yehi umeed ke shayed ho koi chashm barah
Chiragh dil mein liye hath mein gulab liye

 
جلا ہی دے نہ مجھے یہ جنم جنم کی پیاس
ہر ایک راہ کھڑی ہے یہاں سَراب لیے
Jalaa hi de na mujhe ye janam janam ki piyas
Har aik raah khhadi hai yahan sarab liye

 
ثروت حُسین
Sarwat Hussain


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai