Dil mein rehne ki tamannayen kahan keen hum ne Hum to kehte thay, humen paon mein rehne dena



دل میں رہنے کی تمنائیں کہاں کیں ہم نے
ہم تو کہتے تھے ہمیں پاؤں میں رہنے دینا 

Dil mein rehne ki tamannayen kahan keen hum ne
Hum to kehte thay, humen paon mein rehne dena

 
ہم نے کب زُلفِ گرہ گیر کے سائے چاہے
کب کہا ہم نے، ہمیں چھاؤں میں رہنے دینا

Hum ne kab zulf e girah geer ke saye chahe
Kab kaha hum ne, humen chhaon mein rehne dena

 
میثم علی آغا
Meesam Ali Agha


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai