Mana Keh Tere Dil Mein Koi Aur Makeen Hai Tou Phir Bhi Mera Dil Hai , Aqeedah Hai , Yaqeen Hai



مانا کہ تیرے دل میں کوئی اور مکیں ہے
تو پھر بھی میرا دل ہے، عقیدہ ہے، یقیں ہے

Mana Keh Tere Dil Mein Koi Aur Makeen Hai

Tou Phir Bhi Mera Dil Hai , Aqeedah Hai , Yaqeen Hai


یہ آئینے تجھے تیری خبر دے نہ سکیں گے
آ دیکھ میری آنکھ سے، تُو کتنا حسیں ہے

Yeh Aaine Tujhe Teri Khabar De Na Sakengy

Aa Daikh Meri Aankh Se , Tu Kitna Haseen Hai

میں جبر کے سجدوں سے کہیں ٹوٹ نہ جاؤں
پتھر کے خداؤ ! میری شیشے کی جبیں ہے

Main Jabar Ke Sajdon Se Kahein Toot Na Jaoun

Pathar Ke Khudao ! Meri Sheeshay Ka Jabeen Hai


پلکوں سے تراشا تھا کبھی ہم نے جو ہیرا
مت پوچھ اب وہ کس کی انگوٹھی کا نگیں ہے

Palkon Se Tarasha Tha Kabhi Hum Ne Jo Heera

Mat Pooch Ab Woh Kis Ki Anghooti Ka Nageen Hai


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai