Pedon ki tarah husn ki barish mein naha loon Baadal ki tarah jhoom ke ghar aao kisi din



پیڑوں کی طرح حسن کی بارش میں نہا لوں
بادل کی طرح جھوم کے گھر آؤ کسی دن
Pedon ki tarah husn ki barish mein naha loon
Baadal ki tarah jhoom ke ghar aao kisi din

 
خوشبو کی طرح گزرو مرے دل کی گلی سے
پھولوں کی طرح مجھ پہ بکھر جاؤ کسی دن

Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se
Phoolon ki tarah mujh pe baras jao kisi din

 
امجد اسلام امجدؔ
Amjad Islam Amjad


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai