Ay ishq, nahi mumkin ab laut ke ghar jana Ya dil mein uter jana ya dil se uter jana



اَے عِشق، نہیں ممکن اَب لَوٹ کَے گھر جانا
یا دِل میں اُتَر جانا یا دِل سے اُتَر جانا 

Ay ishq, nahi mumkin ab laut ke ghar jana
Ya dil mein uter jana ya dil se uter jana

 
ہو جَذب کی جَب مَنزِل، ہَستی و عَدَم کیسے
کیا پار اُتَرنا اُور کیا ڈُوب کَے مَر جانا

Ho jazb ki jab manzil, hasti o adam kaise
Kia paar uterna aur kia doob ke mar jana


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai