Yahan tehzeeb bikti hai, yahan farman bikte hain Zara tum daam to bolo, yahan eeman bikte hain



یہاں تہذیب بکتی ہے، یہاں فرمان بکتے ہیں
ذرا تم دام تو بولو یہاں ایمان بکتے ہیں
Yahan tehzeeb bikti hai, yahan farman bikte hain
Zara tum daam to bolo, yahan eeman bikte hain


محبت دیکھ لی میں نے زمانے بھر کے لوگوں کی
جہاں کچھ دام زیادہ ہوں، وہاں انسان بکتے ہیں
Muhabbat dekh li main ne zamane bhar ke logon ki
Jahan kuch daam ziyada hon, wahan insan bikte hain


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai