Ye bin soche guzar jate hain apni jan se aksar Aray wa’iz, wafa walon ko samjhaya nahi karte



یہ بِن سوچے گزر جاتےہیں اپنی جان سے اکثر
ارےواعظ، وفا والوں کو سمجھایا نہیں کرتے
Ye bin soche guzar jate hain apni jan se aksar
Aray wa’iz, wafa walon ko samjhaya nahi karte

 
یہی ہے سنتِ صدیق، چاہے سانپ بھی ڈس لے
کوئی سویا ہو جھولی میں تو چِلایا نہیں کرتے

Yehi hai sunnat e Siddique, chahe sanp bhi das le
Koi soya ho jholi mein to chillaya nahi karte


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai