Bas ek lehza nigah e yar ka uthna baru e man Dil e be asra ka der tak khush fehmiyan bun-na



بس اِک لحظہ نگاہِ یار کا اُٹھنا بَروئے مَن
دلِ بے آسرا کا دیر تک خوش فہمیاں بُننا
Bas ek lehza nigah e yar ka uthna baru e man
Dil e be asra ka der tak khush fehmiyan bun-na

 
کئی رنگوں کی شیرینی بکھر جاتی ہے سارے میں
ترا اک حرفِ تازہ لحنِ سادہ اور مرا سُننا
Kaiy rangon ki sheereeni bikhhar jati hai sare mein
Tera ek harf e taza lehn e sada aur mera sun-na


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo