Kia khabar thi phir naya waqt e safar aa jaye ga Main to samjha tha, safar ke baad ghar aa jaye ga



کیا خبر تھی، پھر نیا و قت سفر آ جائے گا
میں تو سمجھا تھا، سفر کے بعد گھر آ جائے گا
Kia khabar thi phir naya waqt e safar aa jaye ga
Main to samjha tha, safar ke baad ghar aa jaye ga

 
اس قدر تو بے رخی سے بھولنا اچھا نہیں
یہ ہنر ہے تو ہمیں بھی یہ ہنر آ جائے گا
Is qadar to berukhi se bhoolna acha nahi
Ye hunar hai to humen bhi ye hunar aa jaye ga


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai