Kisi ne phir se kaha aao sath chalte hain Humen laga tha, azziyat tamam ho gaiy hai



کسی نے پھر سے کہا، آؤ ساتھ چلتے ہیں
ہمیں لگا تھا اذیت تمام ہو گئی ہے
Kisi ne phir se kaha aao sath chalte hain
Humen laga tha, azziyat tamam ho gaiy hai

 
جو سچ کہیں تو فقط صحبتیں نبھائی ہیں
تمھارے بعد محبت حرام ہو گئی ہے
Jo sach kahen to faqat suhbaten nibhaiy hain
Tumhare baad muhabbat haraam ho gaiy hai

 
ہمارا دن تھا قیامت جو کٹ گیا سو ضمیر
اسے بس اتنا بتانا کہ شام ہو گئی ہے
Hamara din tha qayamat jo kat gaya so
Zameer
Usay bas itna batana ke sham ho gaiy hai


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai