Tumhare baad kisi dar pe mutma’in nahi dil So roz darbadari ka azab jhelte hain



تمہارے بعد کسی دَر پہ مُطمئن نہیں دِل
سو روز دربَدَری کا عذاب جھیلتے ہیں
Tumhare baad kisi dar pe mutma’in nahi dil
So roz darbadari ka azab jhelte hain

 
یہ بارشیں، یہ سبھی بھیگتے ہوئے رستے
تُمہارا نام لے لے کر تُمہارا پُوچھتے ہیں
Ye barishen ye sabhi bheegte huay raste
Tumhara naam le le kar tumhara poochte hain


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai