Halaat ka mara hoon zara soch ke milna Main jeet ke harf hoon, zara soch ke milna



حالات کا مارا ہوں ذرا سوچ کے ملنا
میں جیت کے ہارا ہوں، ذرا سوچ کے ملنا
Halaat ka mara hoon zara soch ke milna
Main jeet ke harf hoon, zara soch ke milna

 
ہستی میری لوگوں کو گوارہ نہیں لیکن
اک آنکھ کا تارہ ہوں، ذرا سوچ کے ملنا
Hasti meri logon ko gawara nahi lekin
Ek ankh ka tara hoon, zara soch ke milna

 
افلاس کی آہیں ہی نہ افلاک ہلا دیں
افلاس کا مارا ہوں، ذرا سوچ کے ملنا
Aflas ki ahen hi na aflak hila den
Aflas ka mara hoon, zara soch ke milna

 
قرآن میرے بارے میں “والعصر” پکارا
یعنی کے خسارہ ہوں، ذرا سوچ کے ملنا
Quran mere bare mein “Wal Asr” pukara
Yani ke khasarah hoon, zara soch ke milna


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai