Kehna ke koi kitna bhi dar dil mein bitha de Qadmon mein kisi shakhs ke dastar na daale



کہنا کہ کوئی کتنا بھی ڈر دل میں بٹھا دے
قدموں میں کسی شخص کے دستار نہ ڈالے
Kehna ke koi kitna bhi dar dil mein bitha de
Qadmon mein kisi shakhs ke dastar na daale

 
گھر کو ہی نہیں، دل کو بھی تقسیم کرے گی
آنگن میں کبھی بھی کوئی دیوار نہ ڈالے
Ghar ko hi nahi dil ko bhi taqseem kare gi
Anhgan mein kabhi bhi koi deevar na daale

 
اس بار رعایا کو سبق یاد کرا دو
جو ہار کے آیا ہو، اسے ہار نہ ڈالے
Is baar riaya ko sabaq yad kara do
Jo haar ke aya ho, usay haar na daale


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai