Ab Gavoun Mein Bhi Suhbat e Yaraan Kise Naseeb Har Aadmi Ki Fikar Hawai See Ho Gai



اب گاؤں میں بھی صحبتِ یاراں کسے نصیب
ہر آدمی کی فکر ہوائی سی ہو گئی
Ab Gavoun Mein Bhi Suhbat e Yaraan Kise Naseeb
Har Aadmi Ki Fikar Hawai See Ho Gai

 
مدت کے بعد اس سے ملاقات کیا ہوئی
کچھ دیر ایک زخم نمائی سی ہو گئی
Mudat Ke Bad Us Se Mulaqat Kia Hoi
Kuch Der Aik Zakham Numai See Ho Gai

 
نسیم عباسی
Naseem Abasi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna