Hai ajeeb shehar ki zindagi na safar raha na qayaam hai Kahein karobaar si dopeher hai kahein bad mijaaz si shaam hai
Hai ajeeb shehar ki zindagi na safar raha na qayaam hai
Kahein karobaar si dopeher hai kahein bad mijaaz si shaam hai
Kahan ab duaon ki barkatein woh nisiyatein woh hidayatein
Yeh mutaalbon ka khaloos hai yeh zarooraton ka salaam hai
Comments
Post a Comment