Agarche lakh jatan se nikaal laya tha Main apna ap thakan se nikaal laya tha



اگرچہ لاکھ جتن سے نکال لایا تھا
میں اپنا آپ تھکن سے نکال لایا تھا
Agarche lakh jatan se nikaal laya tha
Main apna ap thakan se nikaal laya tha

 
وہ میرے دل میں پڑا ہے سفید کپڑوں میں
میں اس کا عکس کفن سے نکال لایا تھا
Wo mere dil mein paraa hai sufaid kapron mein
Main us ka aks kafan se nikaal laya tha

 
فرحت عباس شاہ
Farhat Abbas Shah


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay