Main ek nagar hoon magar jane kab se ujra hua Main ek shajar hoon magar mujh pe barg o baar nahi



میں اک نگر ہوں مگر جانے کب سے اجڑا ہوا
میں اک شجر ہوں مگر مجھ پہ برگ و بار نہیں
Main ek nagar hoon magar jane kab se ujra hua
Main ek shajar hoon magar mujh pe barg o baar nahi

 
جلانے آئے بھلا کیوں کوئی چراغ یہاں
یہ میرا دل ہے کسی پیر کا مزار نہیں
Jalane aye bhalaa kyun koi chiragh yahan
Ye mera dil hai kisi peer ka mazar nahi


فرحت عباس شاہ
Farhat Abbas Shah


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay