Bohat kathin hai, kisi taur bhi, magar aye Kisi taraf se koi khair kinkhabar aye



بہت کٹھن ہے، کسی طور بھی، مگر آئے
کسی طرف سے کوئی خیر کی خبر آئے
Bohat kathin hai, kisi taur bhi, magar aye
Kisi taraf se koi khair kinkhabar aye


مری دعا ہے کہ ہر شخص جو سفر میں ہے
پلٹ کے خیر سے وہ جلد اپنے گھر آئے
Meri dua hai ke har shakhs jo safar mein hai
Palat ke khair se wo jald apne ghar aye


ذوالفقار ذکی
Zulfiqar Zaki


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay