Ay chashm e falak, ay chashm e zameen Hum loag to phir anay ke nahi



اے چشم فلک، اے چشم زمیں
ہم لوگ تو پھر آنے کے نہیں
Ay chashm e falak, ay chashm e zameen
Hum loag to phir anay ke nahi


دو چارگھڑی کا سپنا ہیں
دو چارگھڑی کا خواب ہیں ہم
Do char ghhari ka sapna hain
Do char ghhari ka khwab hain hum

کیا اپنی حقیقت، کیا ہستی
مٹی کا ایک حباب ہیں ہم
Kia apni haqeeqat, kia hasti
Mitti ka aik hubab hain hum


عدیم ہاشمی
Adeem Hashmi


Comments

Popular posts from this blog

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay

Mere Tan Ke Zakham Na Gin Abhi Meri Aankh Mein Abhi Noor Hai

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein